Ads Top

Tadap Lyrics – Raj Barman | New Hindi Song 2024

 

Tadap Song Details: 

Song: Tadap
Singers: Raj Barman
Music: Rashid khan
Lyrics: Rashid khan





Tadap Lyrics 

Barbaad ho gaya hun
Tujhse main dil laga ke
Abaad karde mujhko 
Phir se qareeb Aa ke

Barbaad ho gaya hun
Tujhse main dil laga ke
Abaad karde mujhko 
Phir se qareeb Aa ke

Tune to dhud liya 
Apna naya thikana 
Lekin mujhe kisi se 
Ab dil nahi lagana 

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Teri wo baatein 
Aksar yaad aayen
Tune kiya jo vada
Bhul gaya hai Tu

Teri wo baatein 
Aksar yaad aayen
Tune kiya jo vada
Bhul gaya hai Tu

Toota hai dil mera 
Is main kya gaya tera
Tune to dhud liya...
Apna naya thikana 
Lekin mujhe kisi se 
Ab dil nahi lagana

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Mera kya hoga
Itna To socha hota 
Jaise main roya hun
Tu bhi roya hota….

Mera kya hoga
Itna To socha hota 
Jaise main roya hun
Tu bhi roya hota….

Choda hai is tarah 
Kyun aaya na taras zara
Kyun aaya na taras zara

Tune to dhud liya
Apna naya thikana 
Lekin mujhe kisi se
Ab dil nahi lagana 

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai…

Tadap tadap ke dil 
Tujhe yaad karta hai 
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai…

No comments:

Powered by Blogger.